Khaamoshiyaan aisi ki kar naa sakoon bayaan…..
Bas poochta raha khud se kaisi hai ye duniyaa….
Zindagi aisi ki khud me hi zindaa naa raha….
Aawaargi aisi ki kar naa sakoon bayaan…
Jitni door wo mujhse rahi…..
Utna hi sukoon dil me raha…..
Yaado ko uski mitaana to chaha……par 
Khambaqt  dil ki aag
ko kaun samjhaaye …..
Ye to jalta raha …..ye to jalta raha……
